How to create your daily routine - Best 6 tips and benefits - Daily Routine
How to create your daily Routine Chart
So hello guys today we discuss about daily routine of your life. We know that routine chart is very essential for our life because without any routine and time table the life is not exist. So maintain your daily routine for your good and healthy life.
Every life daily life or routine life comprises the way in which people typically act everyday life may be described as routine natural habitat or normal.
Go for brisbaak around your neighbourhood or get some sun fresh air and exercise at a nearby park or beach journal or right morning pages which involves telling a stream in your journal and filling three pages every morning to help you reflect analyse and ideate.
Ham sabko to pata hi hai ki daily routine hamari life mein ek jaruri role play karti hai jisse ham apni life mein sudhar la sakte hain aur hamari life acchi aur swasth ban jaati Hai.
6 Benefits of Daily Routine
1. Make you happier
2. Good for muscles and bones
3. Increase your energy level
4. Reduce stress
5. Better sleep quality
6. Avoid various diseases
So guys yeh hamare daily routine ke six benefits Hain Jo aapke liye bade jyada helpful ho sakte hain. Agar aap in 6 baton ka istemal karenge to kuchh hi mahinon mein aap apni life mein sudhar dekhenge.
MAKE YOU HAPPIER
Spend more time with those who make you feel good and less with those who don't. If you are responsible for assigning people and it is possible to let them choice who to be with or where to do it so can other people make us happy.
Happiness is an emotional state characterised by feeling of joy satisfaction contentment and full film and while happiness has many different definitions it is often describe as involving the positive decision of our life so make your life happy and good daily routine.
GOOD FOR MUSCLES AND BONES
Daily routine is good for muscle and bones in our body. Because it help us to maintain our time table of full day and make our life happy. Agar humne apni ek daily routine banai hai to yah hamare liye bada helpful sabit ho sakta hai kyunki daily routine mein hamen ek time table chahie hota Hai jo hamare pura din mein time tu time har EK work perform karne mein help karta hai to ham sabko time table to banana hi chahie kyunki time table hamari life mein sudhar aata Hai aur daily routine bhi acchi karta hai.
Agar hamara ek achcha time table hoga to ham time ke dauran khana khaenge jisse hamari body mein masal ki growth aur strong bones Ho jaati Hai. Agar ham daily ek time per ya FIR time tu time khana khaenge to vah khana hamari body mein acche se lagega aur Sara khana good way mein digest Ho payega.
INCREASE YOUR ENERGY LEVEL
Ek acchi daily routine banane se ham Apne energy level ko bhi increase kar sakte hain. Ek energy level ko increase karne ke liye hamen apna stress kam karna padta hai. Aap apna stress kam karne ke liye homework out ya FIR exercise bhi kar sakte hain jaise aapki body fit rahegi aur aap Kai tarah ki bimariyon se bhi bache rahenge to aapko daily exercise bhi karni chahie.
Agar aapko hi workout nahi kar sakte to aapko yoga bhi karna chahie kyunki Yoga se hamari energy acche se boost Ho paati hai aur hamara system bhi fresh rahata hai to aapko apni energy level mein increase pane ke liye koi Na koi exercise ya FIR workeout jarur karna chahie jisse aapka stress bhi kam ho jaega aur aap ek healthy life ji paoge.
REDUDE STRESS
Aapko apna stress reduce karne ke liye ya kam karne ke liye exercise jarur karni chahie ya FIR aap workout ya yoga bhi kar sakte hain. Stress Aaj ek aisi bimari ban chuki hai jo boodhon se lekar bacchon ko bhi aasani se Ho jaati Hai. Stress isliye hota Hai ki jab ham Khush chijon ke bare mein jyada adhik sochte Hain.
Tu apni ek acchi life jeene ke liye aapko apna stress kam karna padega agar aap hamari Di Hui daily routine chart ko ek time table ke tarah istemal karte Hain to aap apni life mein jald hi sudhar payenge aur apna stress bhi kam kar payenge to hamari is daily routine ko roj jarur istemal Karen apni ek acchi aur healthy life jeene ke liye.
BETTER SLEEP QUALITY
Humne is daily routine mein ek batter sleep quality ka point bhi Rakha Hai jo ki aaj bahut sare logon ki yah samasya ban chuka hai. Logon Ko stress ki vajah se acchi nind nahin a paati jisse vah bimar Ho jaate Hain aur kai bimariyon ka Shikari bhi ho jaate Hain to stress kam karne ke liye aap ko ek acchi nind leni bahut jaruri hai.
Ek pura din mein aapko saat se aath ghante ki nind lena aapki body ke liye bahut jyada jaruri hai kyunki ek acchi nind Lene se aapki body mein masal growth Hogi aapko koi bimari bhi nahin lagegi aur aap apni life mein sudhar bhi dekhenge.
AVOID VARIOUS DISEASES
Bimariyon se bachne ke liye aapko ek time table Dena bahut jaruri hai use time table mein aapki exercise workout ya yoga.
Shamil hona chahie. Bimariyon se bachne ke liye aapko achcha khana khana padega jisse aapko adhik Matra mein protein fiber vitamin minerals ityadi milenge Jaise aapki immunity power badh jayegi jo ki hamari body ko bimariyon se dur rakhne mein hamari sahayata krti hai.
Bimariyon se bachne ke liye ek acchi diet Lena bhi bahut jaruri hai aap apni daily routine mein fast food ko award karke ek apne ghar mein healthy food recipes banaa sakte hain jisse aapko koi nuksan bhi nahin hoga aur aapki body mein bhi sudhar ho jaega.
Comments
Post a Comment